Loading

Tuesday, 19 July 2011

THE HTC INSPIRE4G.

hello every one ajj ma app log ka sath jo phon shere kar raha ho us ka name ha htc inspire 4g ge ha ya bohot he kamal ka phon ha app ko to ya dakh kar be lag raha ho ga to phon dikhnay ma be kamal ka ha logo na is ko kafe pasand keya ha ya hath ma pakra be kafe acha lagta ha jis ke waja sa log is ko zayada pasand kartay ha to ay abb baat kartay ha is ke spacefication ka baray ma sab sa pahlay baat kartay ha is desplay ka baray ma jo kafe larg ha or dikhnay ma be pyara ha is ka desplay size 4.3inh ha jo kafe larg ha is par youtube ya or koi video dakhnay ka kafe maza ayy ga is ka despplay ka colore be kafe sharp ha jo ka app dakh rahay ho ga abb attay ha is ke memory ke taraf to is ke intarnal memory 4gb ha or ya 32 gb tak card be sport karta ha or 8gb ka card is ka sath atta debbay ma to abb baat kartay ha is audio player ke to is ka player kafe acha ha 3.5mm audio juck ha jo ka aram sa kahe sa be mil jatta ha is player be kafe acha ha is ka anday wifi be ha or 3g be ha is ke aik baat bohot bure ha jo is tarha ka phon ka leya thek nahe ha wo ya  ha ka is ka frant camera nahe ha jis ke waja sa is sa video call nahe ho sakte ya bohot bure baat ha is ke or is ka back camera 8mp ha jo ka 720p ke video bana latta ha jo youtube par upload be ke ja sakte ha ya android os 2.2 sport karta ha or is ka processor 1ghz ha or ram 768mb ha is ka andar gps ha magar tvout nahe ha over all phon acha ha dakhnay ma be or wasay be bus frant camera ke waja sa thora rah gaya ha so ok take care and BYBY.

No comments:

Post a Comment

BEST PHON.

agar is wakat dakha jay to nokia ma nokia ka n9 best phon ha agar sab phon ko milla kar dakha jay to apple iphon 4 sab sa best ha or ho sakta ha is ke jaga ab sirf iphon 5 la sakay buss.

BEST SOFTWARE

hello every one ajj ma app logo ko batana cahta ho ka aik asse chez ka baray ma jo app ka phon ko or acha banate ha to us ka name software jo ka app apne marze sa apnay mobile phon ma kar saktay ha in ke maddad sa app ka phon or be acha ho jatta ha kuch software ma na yaha be shere keya ha app logo ka sath JO YA HACLICK HEREor agay or karo ga app log in ko zaror download karaya.