Asalam o Alikum kasay ha app sab log umed karta ho thek ho ga app sab ajj ma app logo ka sath jo baat shere karnay ja raha ho wo ha mobile marketing ka is wakat sab sa zayada konse com mobiles ma besince kar rahe ha to maray khayal sa too iss wakat pore dunya ma sab sa zayada apple iphon sa marketing kar raha ha kuo apple ka iphon is wakat sa ko bohot pasand ha magar pakistan ma is wakat sab sa zayada nokia kam kar raha ha kuo ka nokia ay din new mobile phon lounch kar raha ha pakistan ma be apple besince kar raha ha magar maray khayal ma nokia zayada kar raha ha or new new mobile market ma la raha ha jo ka iss marketing ka aik hessa ha soo abb app log be mujhay is ka baray ma zaror batana ok by take care and ALLAH HAFIZ.
pakistan ka first urdu blog......mobile best software and mobile phon discuss......world best blog
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
BEST PHON.
agar is wakat dakha jay to nokia ma nokia ka n9 best phon ha agar sab phon ko milla kar dakha jay to apple iphon 4 sab sa best ha or ho sakta ha is ke jaga ab sirf iphon 5 la sakay buss.
BEST SOFTWARE
hello every one ajj ma app logo ko batana cahta ho ka aik asse chez ka baray ma jo app ka phon ko or acha banate ha to us ka name software jo ka app apne marze sa apnay mobile phon ma kar saktay ha in ke maddad sa app ka phon or be acha ho jatta ha kuch software ma na yaha be shere keya ha app logo ka sath JO YA HACLICK HEREor agay or karo ga app log in ko zaror download karaya.
No comments:
Post a Comment