Loading

Friday, 15 July 2011

NOKIA C7.

Nokia c7 jo ka dikhnay ma be kafe acha phon lag raha ha is phon ke ahap nokia na bohot ache banai ha or log is ko pasand kar raay ha par logo ko ya nahe pat ka iss ka camra ka pass jo iss ka shine paper hota ha wo bohot jaldi khrab ho jata ha pocket ma rakhnay or nekalnay sa is leya ya phon market ma apna name kharab kar raha ha nokia ko iss par kam karna caheya tha magar uss na iss tarha ka kuch nahe socha affsos nokia phon banna datta ha magar uss ke khod thek sa tahkek nahe karta mujhay to ya phon normal he laga ha abb app log be zaror batay ka app ko ya phon kassa lagta ha abb mujahy dijya ijazat ALLAH HAFIZ.

No comments:

Post a Comment

BEST PHON.

agar is wakat dakha jay to nokia ma nokia ka n9 best phon ha agar sab phon ko milla kar dakha jay to apple iphon 4 sab sa best ha or ho sakta ha is ke jaga ab sirf iphon 5 la sakay buss.

BEST SOFTWARE

hello every one ajj ma app logo ko batana cahta ho ka aik asse chez ka baray ma jo app ka phon ko or acha banate ha to us ka name software jo ka app apne marze sa apnay mobile phon ma kar saktay ha in ke maddad sa app ka phon or be acha ho jatta ha kuch software ma na yaha be shere keya ha app logo ka sath JO YA HACLICK HEREor agay or karo ga app log in ko zaror download karaya.