hello every one ajj ma app ka sath jo phon shere karnay ja raha ho us ka name ha nokia 700 jo ka nikia ka new phon aa raha ha is ke video app mare is post ma dakh saktay ha nokia ka ya phon kafe acha ha to sab sa pahlay baat kartay ha is ke lcd ka baray jo ka 3.2 ich ha jo ka normal size ha thek ha or aik baat or ka ya phon multi-touch ha jo ka is phon ka leya ache baat ha abb baat karay ha is ke memory ke to is ke intarnal memory 2gb ha or ya 32 gb tak card sport kar sakta ha jo koll mila ka kafe zayada memory ban jate ha abb baat kartay ha ia ka data ka baray ma to is ka andar wifi be ha or 3g be ha magar app ko yaha pa aik bata batata jao ma ka is ka andar frant cam nahe ha jis ke waja sa is sa video call nahe ho sakte is ka back camera 5mp hajis sa kafe ache pic atte ha is ka processor 1ghz ha jo ka is phon ka leya kafe acha ha or sab sa bare baat ya phon belle os ka software sport karta ha jo ka nokia ka new ha or umed ha kafe achay be ho ga ya phon 2011 ma he nokia release karay ga or all phon thek ha abb bake ka tab malom ho ga jab ya phon market ma ayy ga abb dakhtay ha ya phon apne market bana patta ha ka nahe abb mujhay da ejazat take care byby
pakistan ka first urdu blog......mobile best software and mobile phon discuss......world best blog
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
BEST PHON.
agar is wakat dakha jay to nokia ma nokia ka n9 best phon ha agar sab phon ko milla kar dakha jay to apple iphon 4 sab sa best ha or ho sakta ha is ke jaga ab sirf iphon 5 la sakay buss.
BEST SOFTWARE
hello every one ajj ma app logo ko batana cahta ho ka aik asse chez ka baray ma jo app ka phon ko or acha banate ha to us ka name software jo ka app apne marze sa apnay mobile phon ma kar saktay ha in ke maddad sa app ka phon or be acha ho jatta ha kuch software ma na yaha be shere keya ha app logo ka sath JO YA HACLICK HEREor agay or karo ga app log in ko zaror download karaya.
No comments:
Post a Comment