Ajj ma app logo ka sath jis phon ka baray ma baat karnay ja raha ho us ka name ha NOKIA C5-03 jo ka thek phon ha wasay agar is ko dakha jaya to is ko nokia 5800 sa thora bahtar keya gaya ha bus or kuch nahe ha is ma is ka processor 600mhz kardiya gaya ha or is ka camra barha diya gaya ha 5mp kardiya gaya ha jab ka nokia 5800 ka camra 3.15mp ha or nokia c5-03 ma flash be nahe lagaya gaya wasay maray khayal sa koi zayada tabdele nahe ke gai or ha nokia c5-03 ko nokia 5800 sa thora slim kardiya gaya ha abb attay ha is ka weight ke taraf to is ka weight 93g ha jo ka kafe acha weight ha pocket ma paray ka bilkul be pata nahe calta is ka disply size 3.2 ha jo ka thek ha na zayada bara ha or na zayada kam ha or is ke apne memory 40 mb or ya 16 gb tak card sport karlata ha or is ke ram 128mb ha jo ka mobile ko process karnay ma madad date ha jo maray khayal sa thek ha is tarha ka phons ka leya ab attay ha is ka camray ke taraf to camray ka baray ma maa na app ko pahlay be bataya ha or aik baat bata do app ko is ka camray ka baray ma ka is ka frant camra nahe ha jis ke waja sa is ma video call nahe ho sakte par is ka andar 3g ha or wifi be ha jo ka is ko thora stand datay ha market ma is ka processor ka baray ma maa app ko pahlay bata cuka ho is ka andar gps be mojod ha wasay over all phon thek ha app log mujhay zaror batay ka app ko ya phon kassa laga so mujhay dijya ejazat and take care TATA.
pakistan ka first urdu blog......mobile best software and mobile phon discuss......world best blog
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
BEST PHON.
agar is wakat dakha jay to nokia ma nokia ka n9 best phon ha agar sab phon ko milla kar dakha jay to apple iphon 4 sab sa best ha or ho sakta ha is ke jaga ab sirf iphon 5 la sakay buss.
BEST SOFTWARE
hello every one ajj ma app logo ko batana cahta ho ka aik asse chez ka baray ma jo app ka phon ko or acha banate ha to us ka name software jo ka app apne marze sa apnay mobile phon ma kar saktay ha in ke maddad sa app ka phon or be acha ho jatta ha kuch software ma na yaha be shere keya ha app logo ka sath JO YA HACLICK HEREor agay or karo ga app log in ko zaror download karaya.
No comments:
Post a Comment